Analyse @AliAminKhanPTI's tweets
ALLAH sailab ki wajah say meray mulk kay jo log baghair chatt kay aur khaimon May Rehnay par majboor hain unn kay liyay barish Rehmat ban kar barsa aur Rehmat ki hadd tak barsa tu raheem hai Kareem hai hamari takleefat ko daikh kar hum par karam aur hamari hifazat farma Aameen