Analyse @HashUrTag's tweets
@HashUrTag
| 9,282 followers
Jungle main Sher ka qatal ho jata hai. Saray janwar ghabraye huway hotay hain kay badshah ko kisnay maar diya. Aik chuha seena phula kar jungle ghoom raha hota hai. Janwar poochtay hain “Abay chuhay tu kyon itna akar raha hai?” Chuha kehta hai “Mashkookon main mera bhi naam hai!”